Thursday, July 11, 2013

Shaitan kehta hai

Shaitan kehta hai k:
1:Azaan ki aawaz sun kar Namaz ko na jane wala mera Bap hai.
2:Fazul kharch karne wala mera Bhai hai.
3:Imam sahab se pehle Rukoo, karne wala
mera Beta hai
4:Mehmaan aane per moo chadane wali aurat meri Maa hai.
5:sar pe dupate k bagair rehne wali aurat meri Bwi hai
6:Bagair bismillah k khana shuru karne wale meri aulad hai.
OR Jo ye bat kisi ko batae woh mera dushman hai Or Jo na batae wo mera dost hai

No comments:

Post a Comment

Visit blogadda.com to discover Indian blogs